Shree Vishnu Aarti
It
is believed that Lord Vishnu removes all sorrows and evils as he is
revered as a protector. Shree Vishnu Aarti is very popular and is sung
by all devotees in the entire country and beyond.
******************* OM JAI JAGDISH******************
Om jai Jagadish Hare, swami jai Jagadish Hare,
Bhakt janon ke sankat, shan men dur kare,
Bhakt janon ke sankat, shan men dur kare,
Om jai Jagdish Hare...
Jo dhyave phal pave, dukh Vinshe man ka,
Sukh sampati ghar ave, kasht mite tan ka,
Om jai Jagdish Hare...
Matpita tum mere sharan gahun main kiski,
Tum bin aur na duja, as karun main jiski,
Om jai Jagdish Hare...
Tum puran Parmatma, tum antaryami,
Parbrahma parmeshvar tum sab ke svami,
Om jai Jagdish Hare...
Tum karuna ke sagar, tum palan karta,
Main murakh khal kami, kripa karo bharta,
Om jai Jagdish Hare...
Tum ho ek agochar, sabe ke pranpati.
kis vidh milun dayamai, tum ko main kumati,
Om jai Jagdish Hare...
Din bandhu dukh harta, tum rakshak mere,
Apne hath uthao, dvar pada main tere,
Om jai Jagdish Hare...
Vishai vikar mitao, pap haro deva,
Shradha bhakti badhao, santan ki seva,
Om jai Jagdish Hare...
Tan man dhan jo kuchh hai, sab hi hai tera,
Tera tujhko arpan, kya laga mera,
Om jai Jagdish Hare...Jo dhyave phal pave, dukh Vinshe man ka,

**********OM NAMO BHAGVATE VASUDEVAY**********
To listen this Aarti